Tera ßanda teri Touseef-o-Sana karta hai,
Mera har Sans tera Shukar adda karta hai,
Tere Aagy meri jhukti hui Peshani sy,
Meri har Subho ka aghaz hua karta hai,
RizQ phunchata hai pathar me chupy keere ko,
Tu hi sookhi hui Shakhon ko hara karta hai,
Geet gati hain Baharain teri Khaaliqi k,
Seena-e-Sang sy jb phool khila karta hai,
Bara Nadan hai tujhy Door smajhne wala,
Tu Rag-e-Jan say bhe Nazdeek rha karta hai.
Adult,Funny, Urdu Poetry, Faraz SMS, Romantic SMS, Send Free SMS.
Best Islamic Lailatul Qadar Beautiful Sms, Text Messeges Urdu Quotes
Here are some Best Islamic Lailatul Qadar Beautiful Sms, Text Messages Urdu Quotes that you will really love. Shab Qadr SMS – Laylat-ul-Q...
-
I Love My Dad Dua is only 4 my DAD….:-) Ay KHUDA, Mery ami abu ko Sehat or Tandrusti atta Farma Un ki tamam pareshanion ko ...
-
Latest love sms in urdu and english Kisi roz tum ko bhe meri bohot yaad aai gee, mager us din bohot daer ho jai gee , tum m...
-
sitara hamari kismat ka us say mila hi nahi wo kese hota hamara aisa kabi hva hi nahi hmne apni hr khushi dusron me bant ...